Thursday, July 31, 2014

Delhi chhodne ka dil nahin karta

Aisa kya hai Delhi mein jo mujhe kheechke yahaan baar baar le aataa hai?
Delhi ne mujhe mere pyaar kee baahon mein khush dekhaa thaa aur aaj delhi kee imaaraton kee khaamoshee meree tanhaa zindagee par rotee hai. Main khush hoon ye dekhkar kee koee saath hasne waalee nahin toh kam se kam koee saath rone waalee toh hai...

No comments:

Post a Comment