Wednesday, March 11, 2015

Faqat Rehmat-e-sohbat tak bhi naa barsi humpar

Faqat itna toh Socha hee hota juda hone se pehle
Kya faaslaa badhaane se mit jayegi mohabbat
Shab-e-vasl-e-yaar mein juda hone se pehle
Faqat mukhtasar lamhon ke liye toh barsa dee hoti humpar rehmat-e-sohbat
Teri bahon se mehroom ye hayat mangti hai bheekh judai ki
Aur aankhon mein qaid ashq mangte hain ijaazat rihaai ki
Kaun karega tere liye musalsal dua jo maanlee humne baat hayat ki
Kyaa farak padegaa tujhe jo maanlee humne baat ashqon ki
Bas yahee sochkar zindaa hain
Bas yahee sochkar ashqon ko aankhon mein qaid kiya hai
Tere liye aaj bhee shifa ki dua karte hain
Mohabbat tujhmein nahin par hummein aaj bhi zinda hai...

Sunday, March 1, 2015

LIFE (L for Love, I for Inspire, F for Fight and E for Embellish)

Love is what gives birth to life. This alone proves the indispensability of love from everyone's life. All those who are bereft of love are compelled to find solace in their dalliances with cigarettes and alcohol while the ones who are blessed with it find love itself to be intoxicating and full of bliss.
Every individual should inspire others. The most accomplished moment of life is when people want to be like you.
Fight for everything you want for yourself and for those who, even after being deserving, are bereft of bliss.
Embellish this world with benevolence and love. Embellish everyone's life with colours and reasons to be infinitely happy in this finite life...